Humain Ab Yaad Aata Hai,
K Hum ik Ajnabi Ko Umr Ki Tareek Raton Ka Sahara Maan Bethay Thay,
K Uss Kay Chaand Chehray Ko, Hum Apnay Bakht Ka Roshan Sitara Maan Bethay Thay.
Humain Maloom He Kab Tha,
K Dasht-e-Zindgaani Main,
Sahaaray ChHoot Jatay Hain,
Kabhi Aisa Bhi Hota Hai,
Nazar Jin Pe Theherti Hai.
Woh Taaray Toot Jatay Hain.
Khud Apnay choot Jatay Hain,
Bohot Masoom Thay Hum Bhi,
Humen Maloom He Kab Tha.
Here you will find all poetry collection. Get in touch with us and enjoy Urdu Poetry and Poems.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Hazar dukh mujhe dena magar khayal rahe Mere Khudaya mera hausla bahal rahe Aana ki jang mein hum jeet to gaye lekin Phir us ke bad bari dai...
-
Dil sabar ke mimbar par bithaya ke Khuda hai Aur sukar ko aezaz banaya ke Khuda hai Eik sajde se tabdil kia Shah ne manzar Tab Moat ne andaz...
-
Bichar ke rah-e-ishq mein is kadar howe tanha Thake tanha Giray tanha Uthe tanha Chale tanha
-
Mohsin meri lehad mein woh manzar ajeeb tha Jab mein ne khud Ali se kaha Ya Ali madad
-
pyar lafzon mein kahan in hindi pyar lafzon mein kahan full drama pyar lafzon mein kahan all episode pyar lafzon mein kahan serial pyaar laf...
No comments:
Post a Comment