Shiqwa Teri "Yaadon" Se Istrha Kia Hum Ne.
Hanstay Hanstay Dil Ko "Rula" Diya Hum Ne.
Ek Lamha Diya Tu Ne "Jeene" Ke Liye,
Aur Us Mein Zindagi Ko "Bita" Diya Hum Ne.
Ek Safay Pe Likhi Teri Yaad Ki "Dastaan"
Dusra Hisa "Khali" Hi Jala Diya Hum Ne.
Kis Baat Ki "Maazrat" Chahte Hain Wo,
Jis Baat Ko Sunte Hi "Bhula" Diya Hum Ne.
Wo Kyun Nahi Aate Hamare Paas
Jin Ki Raahon Main Palkon Ko Bicha Diya Hum Ne.
Here you will find all poetry collection. Get in touch with us and enjoy Urdu Poetry and Poems.
Saturday, 5 May 2012
Friday, 4 May 2012
Yaadon Ka Ik Johnka Aya Hum Se Milne Barson Baad.
Yaadon Ka Ik Johnka Aya Hum Se Milne Barson Baad.
Pahlay Itna Roye Nahi Thay Jitna Roye Barson Baad.
Lamha Lamha Ghar Ujra Hai To Hum Ko Ahsas hua.
Pathar Aye Barson Pahlay Sheshay Tootay Barson Baad.
Aaj Hamari Khak Pe Duniya Ronay Dhonay Baithi hai.
Phool Huay Hain Itnay Sastay Janay kitnay Barson Baad.
Dastak Ki Umeed Lagaye Kab Tak Jeetay Hum.
Kal Ka Wada Karnay Walay Milne Aye Barson Baad.

Wo kehta hai k pather dil log rote nahi
Wo kehta hai k pather dil log rote nahi
"FARAZ"
Use kiya khabr k chashme hamesha pathron se niklte hain.
"FARAZ"
Use kiya khabr k chashme hamesha pathron se niklte hain.
Khile gulab ka murjhana bura lagta hai,
Khile gulab ka murjhana bura lagta hai,
Mohabat ka yun mar jana bura lagta hai,
Fasle mitana achhi baat hai ,
par kisi or ka unke nazdik jana bura lagta hai
Yu to chalti hai hawa roz fizao me,
Par uska-unko chhu kar guzar jana bura lagta hai,
Unki hansi hai hume sabse pyari ,
par unka kisi ko dekhar muskarna bura lagta hai ,
Intzar me unke bita denge sari zindgi,
Lekin unka yu milke bichhad jana bura lagta hai
Keh to dete hai hum roz bewafa unko ,
par kisi or ka un pe ilzam lagana bura lagta hai
wo naam tak na le humara zndgi bhar gam nhi,
par na jane kyu unke labo pe kisi or ka naam ana bura lagta hai.
Poetry send:
"Farida Mohammad"

Mujhe Apne Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo,
Mujhe Apne Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo,
Mujhe Apni Nazuk Bahon Mein Mehsoor Kardo,
Seenay Se Laga K Saare Gham Door Kardo,
Main Tumse juda Na Ho Paon Itna Majboor Kardo,
Surkh Honton Se Pilao Ya In Mast Ankhon Se,
Main Tere Jism Se Lipti Rahun Itna Choor Kardo,
Leke Bahon Mein Tujhe Honton Se Itna Choom Lon,
Faslay Sharam-o-Haya K Tum Bhi Door Kardo,
Meri Nas Nas Mein Bas Jaye JAAN Pyaar Tera,
Main Kisi Or Ko Na Dekhun Itna Maghroor Kardo.
Poetry Send:

Thursday, 3 May 2012
Mohabbat Hai Teri Dharkan.
Mohabbat Hai Teri Dharkan.
Mohabbat Hai Teri Saansain.
Mohabbat Hai Teri baatain.
Mohabbat Hai Tumhaare Hijar ki Aur Wasl ki Raatain.
Mohabbat ko Agar Dekho,
Tumhaari Baat Jaisi Hai,
Mohabbat ko Agar Samjho,
Tumhaari Zaat Jaisi Hai.
Mohabbat Hai Teri Saansain.
Mohabbat Hai Teri baatain.
Mohabbat Hai Tumhaare Hijar ki Aur Wasl ki Raatain.
Mohabbat ko Agar Dekho,
Tumhaari Baat Jaisi Hai,
Mohabbat ko Agar Samjho,
Tumhaari Zaat Jaisi Hai.
Wo Kehti Hai Suno Jana
Wo Kehti Hai Suno Jana Mohabbat Mom Ka Ghar Hai.
Tapish Ye Bad Ghumani Ki Kahee'n Pighla Na De Isko.
MaiN Kehta Hoon K Jis Dil Mai Zara Bhi Bad Ghumani Ho.
Waha'n Kuch Aur Ho To Ho Mohabbat Ho Nahi Sakti.
Wo Kehti Hai, Sada Aisey Hi Kya Tum Mujh ko Chaho gey.
K Main Is Me Kami Bilkul Gawara Kar Nahi Sakti.
MaiN Kehta Hoon, Mohabbat Kya Hai Ye Tumne Sikhaya Hai.
Mujhe Tumsey Mohabbat K Siwa Kuch Bhi Nahi.

Wednesday, 2 May 2012
Yaad To Aati Hogi Dil Dukhati Hogi.
Yaad To Aati Hogi Dil Dukhati Hogi.
Meri Tasveer Tumhe Roz rulati hogi,
Bewafai ki Tumhe dard to hoti hogi.
Din mein hasti ho to kiya.
Raat mein Roti hogi,
Neend bhi Roz Tumhe der se aati hogi,
Tumne samjha hi nahi ek deewane ko..
khoon se Main ne likha apne afsaane ko,
Tere Aachal per koi cheet to aati hogi,
Zindagi ek naya zakhm bana di Tumne,
apne hatho se Aag laga di tumne,
janejaa maut nahi Sharm to aati hogi.
Yaad To Aati Hogi Dil Dukhati Hogi.
Meri Tasveer Tumhe Roz rulati hogi,
Bewafai ki Tumhe dard to hoti hogi.
Din mein hasti ho to kiya.
Raat mein Roti hogi,
Neend bhi Roz Tumhe der se aati hogi,
Tumne samjha hi nahi ek deewane ko..
khoon se Main ne likha apne afsaane ko,
Tere Aachal per koi cheet to aati hogi,
Zindagi ek naya zakhm bana di Tumne,
apne hatho se Aag laga di tumne,
janejaa maut nahi Sharm to aati hogi.
Yaad To Aati Hogi Dil Dukhati Hogi.
Tars aata he mujhe apni masom si palkon par,
Tars aata he mujhe apni masom si palkon par,
Jb wo bheeg k kehti hain k so jao Tumhe kisi ne yaad nhi krna.
Jb wo bheeg k kehti hain k so jao Tumhe kisi ne yaad nhi krna.
Ay meri jaan_e ghazal Q teri chahat na karon,
Ay meri jaan_e ghazal Q teri chahat na karon,
Sans ruk jaye
agar tujh se
mohabat na karon,
Tere honto pe tabasum ka ye
halka sa khumar
Jese gulshan me dabe paon chali
aye bahar,
Ab jo kante b chubhen to main shikayt na karon
Sans ruk jaye agar tujh se mohabat na karon
Aa gai hy tere dar pe meri tarsi hoi aas
Mere lehje ko mile agar tere lehje se mithas
Zindagi bhar main kabhi shikwa-e-
Qismat na karon
Sans ruk jaye agr tujh se mohAbat na karon.

Mere din raat mushkil mai hain,
Mere din raat mushkil mai hain,
sakoon ek pal nahi mujh ko.
Mohabbat tarss kha mujh per,
Mohabbat chor jaa mujh ko.
sakoon ek pal nahi mujh ko.
Mohabbat tarss kha mujh per,
Mohabbat chor jaa mujh ko.
Aaj phir us nay mera haal poocha hai,
Aaj phir us nay mera haal poocha hai,
Kitna mushkil swaal poocha hai,,
Hichkion ka ajeeb lehja tha,
Baat ko taal taal poocha hai,,
Tum Mujhe chor to na jao gay.
Mujh say Mera khayaal poocha hai,
Aansuon ki zubaan mein uss nay,
Jo bhi poocha kamaal poocha hai.
Kitna mushkil swaal poocha hai,,
Hichkion ka ajeeb lehja tha,
Baat ko taal taal poocha hai,,
Tum Mujhe chor to na jao gay.
Mujh say Mera khayaal poocha hai,
Aansuon ki zubaan mein uss nay,
Jo bhi poocha kamaal poocha hai.
Tuesday, 1 May 2012
Humain Ab Yaad Aata Hai,
Humain Ab Yaad Aata Hai,
K Hum ik Ajnabi Ko Umr Ki Tareek Raton Ka Sahara Maan Bethay Thay,
K Uss Kay Chaand Chehray Ko, Hum Apnay Bakht Ka Roshan Sitara Maan Bethay Thay.
Humain Maloom He Kab Tha,
K Dasht-e-Zindgaani Main,
Sahaaray ChHoot Jatay Hain,
Kabhi Aisa Bhi Hota Hai,
Nazar Jin Pe Theherti Hai.
Woh Taaray Toot Jatay Hain.
Khud Apnay choot Jatay Hain,
Bohot Masoom Thay Hum Bhi,
Humen Maloom He Kab Tha.

Mangaty Hain Log Hum Say Teri Muhabbat Ka Saboot.
Mangaty Hain Log Hum Say Teri Muhabbat Ka Saboot.
Meri Mehandi Ka Laal Rang Teri Chahat Ki Gawahi Deta hai..
Meri Mehandi Ka Laal Rang Teri Chahat Ki Gawahi Deta hai..
Ussy Muhabbat Kahan Thi, Bas Dil Lagi Thi.
Ussy Muhabbat Kahan Thi, Bas Dil Lagi Thi.
"wasi"
Warna Mera Pal Bhar Ka Bichrna Us K Liye Azaab Hota.
"wasi"
Warna Mera Pal Bhar Ka Bichrna Us K Liye Azaab Hota.
Subscribe to:
Posts (Atom)
-
Hazar dukh mujhe dena magar khayal rahe Mere Khudaya mera hausla bahal rahe Aana ki jang mein hum jeet to gaye lekin Phir us ke bad bari dai...
-
Dil sabar ke mimbar par bithaya ke Khuda hai Aur sukar ko aezaz banaya ke Khuda hai Eik sajde se tabdil kia Shah ne manzar Tab Moat ne andaz...
-
Bichar ke rah-e-ishq mein is kadar howe tanha Thake tanha Giray tanha Uthe tanha Chale tanha
-
Mohsin meri lehad mein woh manzar ajeeb tha Jab mein ne khud Ali se kaha Ya Ali madad
-
pyar lafzon mein kahan in hindi pyar lafzon mein kahan full drama pyar lafzon mein kahan all episode pyar lafzon mein kahan serial pyaar laf...